Monday, November 11, 2013

Reh na paoge

Reh na paoge bhula kar dekh lo, Yakin na aaye to aajma kar dekh lo, Har jagah mehsus hogi meri kami, Apni mehfil ko kitna bhi saja kar dekh lo…

Kitna ikhtiyar tha use apni chahat par

Kitna ikhtiyar tha use apni chahat par, Jab chaha yaad kiya,jab chaha bhula diya….. Bahut achche se janta hai wo mujhe behlane k tareeke, Jab chaha hasa diya,jab chaha rula diya….!

Sunday, November 10, 2013

Funny one


EK Pathan ek Baniye ki shaadi mein gaya.

shaadi waale ghar k 2 Darwazy the,
1 pe rishtedar dusre pe dost likha tha.

pathan, dosto wale darwaze se enter huwa.
Aagee phir 2 darwaze the,
1 pe ladies dosre pe gents likha tha.

Pathan, gents wale darwaze se enter hua.
wahan 2 or darwaze the,
1 pe gift dene wala doosre pe baghair gift wala likha tha.

pathan baghair gift waale darwazy mein enter ho gaya.

Jab dekha to pathan, bahar gali me khada tha!

Aurrr likha tha:
sharm to nhi aa rahi hogi,
Baniye ki shaadi aur free mein roti khayega ?

JA JA hawa khhaa..:

Heart beat

Friday, July 12, 2013

unki aankhon ki nami

unki aankhon ki nami me dub jane ko jee chahta he,wunke julfo ki chhaw me do pal thahar jane ko jee chahta he,wunki gaud me sar rakh ke do pal so jane ko jee chahta he,aye khuda waqt ke is kagar par ab to do pal aur wunke liye jeene ko jee chahta he-

By
ubharte shayar Deepak Singh.