GALTI MERI THI” | |||||
Usne mujhe chaha hi nahi’ | |||||
Main chahat samajh betha. | |||||
. | |||||
“GALTI MERI THI” | |||||
. Uski pal bhar ki muskurahat ko | |||||
piyar samjh baitha | |||||
. | |||||
“GALTI MERI THI” | |||||
. | |||||
Wo to har baat par haan karti thi Main hi iqraR samjh baitha | |||||
. | |||||
“GALTI MERI THI” | |||||
. | |||||
Usne mujhse ziyada ehmiyat di | |||||
mere doston ko Main uski ye ada mazakh samjh | |||||
baitha | |||||
. | |||||
“GALTI MERI THI” | |||||
. | |||||
Usne kaha bhi tha koi or hai meri zindagi mE | |||||
Main hi khud ko uski zindagi | |||||
samajh baitha |
No comments:
Post a Comment