Sunday, August 29, 2010

Why..........!!

Why......... .!!


Jisne humko chaha, use hum chah na sake,
Jisko chaha usae hum pa na sake,
Yeh samajh lo dil tutne ka khel hai,
Kisi ka toda aur apna bacha na sake.

 Manzilein bhi uski thi, raasta bhi uska tha;
Ek hum hi akele thei, kafilaa bhi uska tha;
saath chalne ki soch bhi uski thee,

Fir raasta badalne ka faisla bhi uska tha;
aaj akele haindil sawaal karta hai
Log to uske the, or zamana bhi uska tha.

teri aankhon se kaash koi ishara to hota,
kuch to meri jaan jeene ka sahara to hota,
tod dete hum har ek rasam zamane ki,
tune ek baar mohabbat se pukara to hota!!!!!!

...............................

1 comment: