Tuesday, May 13, 2014

Mehfil jab lagi thi yaaro ki

Mehfil jab lagi thi yaaro ki, mujhko bhi
bulawa aaya tha.

Kaise ,na jate hum?... Unki kasmein
dekar jo bulwaya
tha.

Jab kehne ko kuch kaha gaya, to
khayal unka hi aaya
tha.
Fir akshr-akshr jod k maine,dil ka dard
sunaya tha.
Tab aansu uski yado k, na-na krte nikal
gye.

Jo smjhe wo khamosh rhe:-(, baaki
WAH WAH krte
nikl gye....!

No comments:

Post a Comment